#bandhan rava idli sambar coconut chutni.
You can cook #bandhan rava idli sambar coconut chutni using 15 ingredients and 3 steps. Here is how you cook it.
Ingredients of #bandhan rava idli sambar coconut chutni
- It's of Suji.
- You need of Manpasand veggies.
- You need of Salt.
- It's of Eno.
- It's of Dahi.
- Prepare of Sambar masala.
- It's of Oil.
- Prepare of Ghee.
- It's of Kaju.
- It's of Nariyal.
- You need of Rai.
- Prepare 200 gm of Onion.
- Prepare 2 tsp of Hldi.
- You need 2 tbsp of Adrak mirch lahsun paste.
- You need 8-9 of Curry ptta.
#bandhan rava idli sambar coconut chutni instructions
- For idli.. suji ko dahi me mix kia oil and pani add kiya salt v add kia fir jb idli bnana ho tb turant eno dale.. aur stand ko ghee se grease kar ke idli batter dala and kaju.. aur idli bn gyi 15 min me..
- Coconut chtni coconut ko grind kia.. adrk mirch lhsun paste dala. aur bhuna chna ki dal v grind kia. nmk dala dahi dala.. aur curry ptte rai se tdka lgaya..
- Sambar... sambar ke liye tuar daal ko pkaye.. aur ek pan oil dal kar me. ginger garlic grn chilly paste bhune fr onilon add karein bhun jane ke bad usme tomato add kia aur sambhar masala v thodi c hldi aur hing v daka.. aur nmk.. kasmiri lal mirch dala for colour.. aur dal ko v dal dia.. aur pkane kbad usme curry leave rai aur red chilly ka tdka.. dia bs ready.